Main Aur Meri Himmat | Best Hindi Shayari on Zindagi

shayari on zindagi
Main aur meri

मेरे एक सवाल पर ए जिन्दगी
तेरे हजारों जवाब होंगे
मगर बस एक वही नही
जो में ढूंढ राही हूं।

Mere ek sawal par ae jindagi
Tere hazaro jawab honge
Magar bas ek wahi nahi
Jo mein dund rahi hu


shayari on zindagi


नीले आकाश की चादर ओढ़
में यूं ही डूबती चली गईं
जिंदगी के हर दुख को में
पानी की तरह पी गई ।

Neele akash ki chadar odh
mein yun hi dubti chali gayi
zindagi ke har dukh ko mein
paani ki tarah pi gayi


shayari on zindagi

तूझे शायद पता हो ना हो
ए जिंदगी
मेरे हौसले काफी नेक हैं
तू भले ही मुकर जाना मुझसे
में और मेरी हिम्मत एक है।

Tujhe shayad pata ho na ho ae zindagi
mere hosale kafi naik hai
tu bhale hi mukar jana mujhse
mein aur meri himmat ek hai



जब जब दुनिया में
खुद को अकेला पाया है
तब तब सब का असली चहरा
सामने आया है

Jab Jab duniya mein
khud ko akela paya hai
tab tab sab ka asli chera
samne aaya hai



नदियों की तरह बहना चाहती हूं
पंछी की तरह उड़ना चाहती हूं
में आज़ाद हूं
आजाद ही रहना चाहती हूं।

Nadiyon ki tarah behna chahti hu
Panchi ki tarah udna chahti hu
mein azad hu
azad hi rehna chahti hu


motivational shayari on zindagi

दोस्ती एक हसीन एहसास है
दोस्ती एक आस है
वही खुश है इस जहां में
एक दोस्त जिसके पास है

Dosti ek hasin ehsas hai
dosti ek aas hai
wahi khus hai iss jahan mein
ek dost jiske paas



तू खोया है
तेरे सपने नहीं
वो चले गए छोड़ कर
जो तेरे अपने नही
तू बस करना वही
जो हो तेरे लिए सही ।

Tu khoya hai
tere sapne nahi
wo chale gaye chod kar
jo tere apne nahi
tu bas karna wahi
jo ho tere liye sahi



Leave a Reply