Shayari on christmas in Hindi | Lo dekho aa gya Christmas

Khusiyoon ki baarish karwati hi,
Dabe hue aashaoon ko tohfoon ke khwaish ke roop ma baharlati hi.
Suna hi ke Christmas wale din Santa ke sawari aati hi,
Aur tohfoon ke roop me dher sare khusiyaan bhi de jati hi.

Bin kahe koi uphaar le aya,
Saant se is Jeevan me Khusiyon ke bahaar le aya,
Sayad fir se kisi ka maan pyar se bharaya,
Dil Janta hi ke ye tohfa kon laya,
Fir bhi sochta hi ke Santa aya.. Santa aya….
Christmas ke din ek Farishte ne lia tha janm jise kehte hi Jesus Hum,
Ek he dua hi unse ab ke bhule se bhi kisi ko na mile Jesus Jitna Gum,
Na sehna pare kisi ko bhi bure logo ke sitam,
Abad rahe Khusiyoon se sabka Jeevan….

Jis din Mother Merry ke Gharayatha Jesus,
Khusiyaan manata hi us din ko har shaks,
Lo dekho aa gya Christmas…
Jingle bell, Jingle Bell keh kar sab Khusiyaan manate hi,
Pero(tree) ko sab sajata or Cake kat kar jasanmanate hi.
Church jakarJusus ko apni Fariyaad Sunate hi,
Picnic manate or GhumneJate hi,
Itni sari khusiyaan Christmas me hi ek sath aate hi….
– by Sony Kumari Shaw